The Beam Magazine presents a new ghazal by Javeria Butt – ‘Shaitaan Masroof Hai Behkane Mein Tujhe‘.
شیطان مصروف ہے بہکانے میں تجھے
خدا مصروف ہے بنانے میں تجھے
تو پُرسرور ہے لذتِ غرور میں
غرور مصروف ہےگرانے میں تجھے
جہنم کی آگ بھی لگ گئی ہے کام میں
ہو گی وہ مصروف جلانے میں تجھے
تجھے تو شوق پر گیا آرام کا بہت
بستر جو مصروف ہے سُلانے میں تجھے
موت کا خوف تجھ سے ختم ہو گیا
زندگی جو مصروف ہے کھیلانے میں تجھے
دنیا کے سارے کافر اکٹھے ہو کر
سب مصروف ہیں مٹانے میں تجھے
تمہیں میں سے کچھ لگے ہیں جدوجہد میں
وہ مصروف ہیں جگانے میں تجھے
خدا کی راہ چل کہ سیدھی ہے یہی راہ
راہیں بھی مصروف ہیں چلانے میں تجھے
(جویریہ بٹ)
Shaitaan masroof hai behkane mein tujhe
Khuda masroof hai banane mein tujhe
Tu pursuroor hai lazat e guroor mein
Guroor masroof hai girane mein tujhe
Jahannum ki aag bhi lag gayi hai kaam mein
Hogi woh masroof jalane mein tujhe
Tujhe to shouq par gaya aaram ka bahut
Bistar jo masroof hai sulane mein tujhe
Maut ka khauf tujh se khatm ho gaya
Zindagi jo masroof hai khelane mein tujhe
Duniya ke saare ikathe ho kar
Sab masroof hain mitane mein tujhe
Tumhein mein se kuch lage hain jad o jahad mein
Woh masroof hain jagane mein tujhe
Khuda ki raah chal ke seedhi hai yahi raah
Raahein bhi masroof hain chalane mein tujhe.
(Javeria Butt)
For more Urdu and English poetry available on The Beam Magazine, CLICK HERE.
MashaAllah. A good addition in poetic culture ❤️❤️❤️ may Allah bless you a lot. Ameen
Wah Wah MAshAllah. Zaberdest gazel
Really suitable for indepence day…. 🇵🇰
Wow… Amazing… Keep it up….
Besttt💯🔥
Very nice dear👌
Keep it up.
Best one
MashAllah. One of the best..